एलिया के दिन

 


एलियाह के दिन अब यहाँ हैं,
सुसमाचार हम सबको सुनाएँ
मूसा के दिन के समान भी, ये वक़्त,
धार्मिकता वापस आए
मुश्किलातों के दिन आने वाले,
होगी कमी, घटी और तलवार
लेकिन जंगल का वो शब्द हैं हम,
चिल्लाते, करें प्रभु का मार्ग तैयार.


Chorus
देखो वो आ रहा है,
मेघों पर सवार
सूर्य के समान,
जब हो तुरही की पुकार
आवाज़ उठाएँ,
होवे जयजयकार
सिय्योन पर्वत से,
आएगा उद्धार.


यहेज़केल के दिन अब यहाँ हैं,
सूखी हड्डियों में एक नई जान
दाऊद के दिन के समान भी, ये वक़्त,
नया मंदिर बनाएँ स्तुति का
और कटनी के दिन अब यहाँ हैं,
देखो खेतों की ओर वो तैयार
और इन खेतों के मज़दूर हैं हम,
सुनाते सबको वचन प्रभु का.


Eliyah ke din ab yahan hain,
Susmachar hum sabko sunayein.
Moosa ke din ke samaan bhi, yeh waqt,
Dharmikta vapas aaye.
Mushkilaton ke din aane wale,
Hogi kami, ghati aur talwar.
Lekin jungle ka woh shabd hain hum,
Chilate, karein Prabhu ka marg tayyar.


Chorus
Dekho vo aa raha hai,
Meghon par sawar.
Surya ke samaan,
Jub ho turhi ki pukaar.
Awaaz uthayein,
Howe jaijaikaar.
Seeyon parwat se,
Aayega udhar.


Yahezkel ke din ab yahan hain,
Sukhi haddiyon mein ek nayi jaan.
Dawood ke din ke samaan bhi, yeh waqt,
Naya mandir banayein stuti ka.
Aur katni ke din ab yahan hain,
Dekho kheton ki aur vo tayyar.
Aur in kheton ke mazdoor hain hum,
Sunate sabko vachan Prabhu ka.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *