Tyag Na De Mujhe Pyare Masiha
Tyag Na De Mujhe Pyare Masiha
Meri narm fariyad suno
Jabki aap auro ko bula rahe hai
kar mujhe bhi yaad
Ref
Yeshu Yeshu
Sun meri fariyad
Jabki aap auro ko bula rahe hai
Kar mujhe bhi yaad
Ja mujhe apni daya ke
Sinhasan ke pas asim araam mile
Barkat aur baksh de masiha
Mera sandeh dur kar
Mera tujhpar hai bharosa
Karta tera chehre ki taiaash
Changa kar zakhmi ruh ko
Anucrah se abhishek kar
Tu hai rahat ka sar chashma
Jaan se bhi aziz
Tu hi hai zameen asmaan par
Mujhko dil aziz