Ek Aisa Favara

 


Ek aisa favara lahoo ka
Mere Qudha ka bahai
Jis mai jo rangle
Uske sarre paap dhuljaye
sarre paap dhuljaye
sarre paap dhuljaye
Jis mai jo rangle
Uske sarre paap dhuljaye


Jo chor Massih ke sath marra
Us din khushi se jhuumaa
Mai bhi us rangame rangaloo aaj
Mujhko bhi kar de maaf
Mujhko bhi kar de maaf
Mujhko bhi kar de maaf
Mai bhi us rangame rangaloo aaj
Mujhko bhi kar de maaf


Jab se maine yaqhiin kiya
Therray paak lahoon ko Massih
Thera karoo mai shukriya
Jab thak saans rahe bakhi
Jab thak saans rahe bakhi
Jab thak saans rahe bakhi
Thera karoo mai shukriya
Jab thak saans rahe bakhi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *